عن الكتاب
Deobandi Wahabi molvi Sajid khan naqshbandi ne 1 kitab ibne taimiya ki tayid me likh kar uska pdf social media par share Kiya jis me apne mauroosi fun aiyari aur makkari ka khoob istemal kiya hai, Sajid khan naqshbandi deobandi ki usi kitab ka ilazami jawab is video me Diya Gaya hai aur deobandiyo ko ibn e taimiya ki Haqeeqat Olma e Deoband ke nazdik kya hai use is kitab me jiska name hai Ibn e Taimiya Olma e Deoband ki Nazar Me